VIRASAT fojklr
AMALENDU UPADHYAYA
&&veysUnq mik/;k;
Jab Bharat ke Swatantrata Sangram ka Itihas likha jayega to who Nehru- Gandhi khandan ke bina adhoora rahega aur jab aadhunik Bharat ke Nirman ka Itihads likha jayega to who bhi Javahar lal Nehru, Indira Gandhi, ke bina adhoora rahega. Nehru Gandhi Parivar ke Itihas ko bujurg patrakar”KalaKumar “ ne “VIRASAT” ke roop me sanjone ka prayas kiya hai. Shri Kalakumar varishtha patrakar hain aur lambe samay tak reporting aur sampadan se jude rahe hain., parantu “Virasat” me jis tarah se unhonne apne bhavon abhivyakti dee hai usase nishchit roop se patrakarita jaise sammanit karm ko thes pahunchi hai aur “ virasat” kisi congressi karyakarta ki chatukarita ki parakashtha maloom padati hai, jaise Lalu Chalisa.
Is tathya se inkar nahin kiya ja sakta ki pt. Jawahar lal Nehru aur Pt. Moti lal Nehru jabardast rashtravadi aur ajadi ke deevane the. Parantu kya Bharat ka Swatantrata sangram keval Nehru parivar ka hi aandolan tha? Kya isme Communiston, samajvadiyon, Neta ji subhash Chandra Bose, Shaheed-E-Azam Sardar bhagat singha Chandra Shekhar azad, Shripad Amrit Dange ,Ajay Ghosh, Dr. Ram Manohar Lohiya , Jai Prakash Narayan, Aruna Asaf Ali Jaise Hazaron gya aur agyat azadi ke deewanon ka koi yogdan nahin tha? Agar Kalakumar ji ki manen to aisa hi hai aur communist va samajwadi to deshdrohi hain.Ise chahe to tathyon ki satahi jankari kahen ya anbhigyata, kalakumar ji ne itihas ke sath nainsafi ki hai.Lahore shadyantra case, meerut shadyantra case jaisi ghatnaon se hi Swatantrata sangram ka aandolan apne urooz par pahuncha.san 1942 ke aandolan ke hero to Samajwadi hi the aur nishchit roop se who sab ke sab Pt. Nehru ke virodhi the. Aur jab, royal Indian Navy ka vidroh hua{ jiskne angrejon ke kamar tod kar rakh dee} usme nausainikon ke hathon me congress ke jhande ke sath sath communist party aur Muslim league ke bhi a jhande the.
Kalakumar ji ko poora adhikar hai ki who pt. Nehru, Indira Gandhi,Rajeev, Soniya,Rahul, Priyanka-Robert Badhera aur unke doodhmunhe bachchon Rehan aur Meera ki vandana Karen, unka itihas likhen, unke yashaswavi jeevan ki kamna Karen, parantu unhen Nehru –Gandhi khandan ke virodhiyon ko deshdrohi sabit karne ka koi haq nahin hai.Choonki “ Indira is India” aur “India is Indira” nahin hai.Bhavavesh me ya apni shraddha abhivyakt karne ke pher me Kalakumar ji Aligarh Muslim Vishwavidyalay{AMU} Nadva aur Jauhar vishvavidyalaya ko mohd. Ali Jinnah ki virasat sabit karne par tule hain.,
Bharat Vibhajan par Kalakumar ji ka mat hai ki Communiston aur samajvadiyon ne muslim league ki mang ka samarthan kiya. Parantu who yeh bhool gaye ki muslim league ki mang ko sabse pahle sweekar karne wale tathakathit lauh purush sardar Vallabh Bhai Patel aur Pt. Nehru hi the. Kya yeh sahi nahin hai ki salman Khursheed ke Taoo Marhoom Sultan Alam Khan 15 August 1947 ki subah tak Muslim League me the aur unki ginati Jinnah ke bad number do par hoti thee Raton rat congressi ban gaye the?
Ali bandhuon me se ek Maulana Mohd. Ali ko kalakumar ji ne Jinnah ka shagird kaha hai.Lekin Ali Bandhuon ke Swatantrata sangram me mahatva ko nakarne ki , himmat kisi bhi samajhdar Hindustani me nahin hai.
Pt. Gangadhar Nehru ke vanshajoj ka shijra likhate samay Kalakumar ji kalam ke sath nyay nahin kar paye hain. Lekhak ne jahan Pt. Motilal Nehru ke itihas ko 5 prishthon me Feeroz Gandhi ke itihas ko 5 prishtha me aur Sanjay Gandhi ke itihas ko 3 prishtha me niptaya hai to Jawahar lal Nehru par kul 23 prishtha kharch kiye hain aur indira Gandhi ke itihas ko 23 prishthaon me sameta gaya hai Aur Soniya par 45 prishtha barbad kiye gaye hain.Shayad Kalakumar ji sahmat honge {agar who sahmat hona chahen} ki Jawahar lal Nehru aur Indira Gandhi ke bina to Bharat ka itihas adhoora hailekin Soniya me aisa kya hai?
Nehru parivar ki virasat ka lekha jokha rakhate samay Kalakumar ji Vijay luxmi pabdit, Arun Nehru,Menaka aur Varun ko to bhool gaye lekinRehan aur Meera ko nahin.Kalakumar ji “Virasat” ko na to aitihasik dastavez ko roop de paye hain aur na hi jeevanee ka. Vishay se bhatkav anek bar dekhane ko mila hai aur vicharon me tartamya nahin hai.Yadi Kalakumar ji ki pustak Rajneetik halkon me padi gayi to Nishchit roop se kai kai bade vivadon ko janm degi.
Prakkathan Uttar Pradesh committee ke adhyaksh Salman Khursheed ne likha hai. Bakaul Salman Khursheed—“ Mere khyal me Nehru-Ghandhi parivar ke tyag evam balidan ki nishpaksh gatha ko samagra roop me ek sath sanjone vali yeh ek matra pustak hai.”
Salman sahib kya Kalakumar ji se sahmat hain?---“jahan tak hinduon ki dharmik aastha ka prashna hai Ramlala ke band dwar congress ne hi tala khulvakar poora kiya.Ram Mandir nirman hetu mahan gauravshali shilapoojan kaka karya swargiya Rajeev Gandhi ke kar kamlon dwara hi sampann hua.Ram Mandir nirman bhi congress ab tak poora kara chuki hoti. agar yeh hi vishwa hindu parishad ke swayambhoo neta vivadit bhoomi ka nam lekar usme adanga na lagaye hote.” {Page143} Agar Kalakumar ji ki pustak congress ki nishpaksh gatha hai to Salman Sahib Ram mandir bhi congress{Nehru-Gandhi Khandan} hio banvayehi ?
------------------------------
In “Kurtidev011” font
---------------------------
Tkc Hkkjr ds Lora=rk laxzke dk bfrgkl fy[kk tk;sxk rks og usg#--xkW/kh [kkunku ds fcuk v/kwjk jgsxk vkSj tc vk/kqfud Hkkjr ds fuekZ.k dk bfrgkl fy[kk tk;sxk rks og Hkh tokgj yky usg#] bfUnjk xkW/kh ds fcuk v/kwjk jgsxkA usg# xkW/kh ifjokj ds bfrgkl dks cqtqxZ i=dkj ^^ dykdqekj ** us ^^fojklr** ds #i esa lWtksus dk iz;kl fd;k gSA
Jh dykdqekj ofj”B i=dkj gSa vkSj yEcs le; rd fjiksfVZax vkSj lEiknu ls tqMs jgs gSa] ijUrq ^^ fojklr** esa ftl rjhds ls mUgksaus vius Hkkoksa dks vfHkO;fDr nh gS mlls fuf’pr #i ls i=dkfjrk tSls lEekfur deZ dks Bsl igqph gS vkSj ^^ fojklr** fdlh dkWxzslh dk;ZdrkZ dh pkVqdkfjrk dh ijkdk”Bk ekywe iMrh gS tSls ^^ykyw pkyhlk**A
bl rF; ls badkj ugha fd;k tk ldrk fd ia0 tokgj yky usg# vkSj ia0 eksrhyky usg# tcnZLr jk”Vªoknh vkSj vktknh ds nhokus FksA ijUrq D;k Hkkjr dk Lora=rk laxake dsoy usg# ifjokj dk gh vkUnksyu Fkk \ D;k blesa dE;qfuLVksa] lektokfn;ksa] usrk th lqHkk”k pUnz cksl] ‘kghns vkte Hkxr flag ] pUnz’ks[kj vktkn] Jhikn ve`r MkWxs ] vt; Äks”k] MkW yksfg;k ] t;iadk’kukjk;.k] v#.kk vklQ vyh tSls gtkjksa Kkkr vkSj vKkr vktknh ds nhokuksa dk dksbZ ;ksxnku ugha gS \ vxj dykdqekj th dh ekus rks ,slk gh gS vkSj dE;qfuLV o lektoknh rks ns’knzksgh gSaA bls pkgs rF;ksa dh lrgh tkudkjh dgs ;k dykdqekj th us bfrgkl ds lkFk ukbalkQh dh gSA ykgkSj “kM;a= dsl] esjB “kM;a= dsl tSlh ÄVukvksa ls gh Lora=rk laxzke dk vkUnksyu vius m#t ij igqWpk vkSj lu 1942 ds vWxzstksa Hkkjr NksMks vkUnksyu ds ghjks rks lektoknh usrk gh Fks vkSj fuf’pr #i ls oks ia0 usg# ds fojks/kh Fks vkSj tc jkW;y bf.M;u usoh dk fonzsg gqvk ¼ ftlus vWxzstksa dh dej rksM dj j[k nh ½ esa ukSlSfudks ds gkFkksa esa dkWxzslh >.Ms ds lkFk lkFk dE;qfu:V ikVhZ o eqfLye yhx ds >.Ms FksA
dykdqekj th dks iwjk vf/kdkj gS fd oks ia0 usg#] bfUjk xkW/kh] jktho] lksfu;k] jkgqy] fiz;adk jkcVZ c
Hkkjr foHkktu ij dykdqekj th dk er gS fd dE;qfuLVksa vkSj lektokfn;ksa us eqfLye uhx dh ekWx dk leFkZu fd;kA ijUrq og ;g Hkwy x;s fd eqfLye yhx dh ekWx dks lcls igys Lohdkj djus okys rFkkdfFkr ykSg iq#”k ljnkj oYyHk HkkbZ iVsy vkSj ia usg# gh D;k ;g lgh ugha gS fd lyeku [kq’khZn ds rkÅ lqYrku vkye [kku 15 vxLr 1947 dh lqcg rd eqfLye yhx ds cMs yhMj Fks] ftydh fxurh ftUuk ds ckn uEcj nks ij gksrh Fkh] jkrksa jkr dkWxzslh cu x;s Fks \ vyh cU/kqvksa esa ls ,d ekSykuk eksgeen vyh dks dykdqekj th us ftUuk dk ‘kkfxnZ dgk gSA ysfdu vyh cU/kqvksa ds Lora=rk laxke vkUnksyu esa egRo dks udkjus dh fgeer fdlh Hkh le>nkj fgUnqLrkuh es ugha gSA
ia xaxk/kj usg# ds oa’ktksa dk f’ktjk fy[krs le; dykdqekjth dye ds lkFk U;k; ugha dj ik;s gSa A ys[kd us tgkW ia eksrh yky usg# ds bfrgkl dks 5 i`”B esa fQjkst xkW/kh ds bfrgkl dks 5 i`”B esa vkSj lat; xkW/kh dks rhu i`”B esa fuiVk;k gS] rks tokgj yky usg# ij dqy 23 i`"B vkSj bfUnjk xkW/kh ds bfrgkl dks 31 i`”B esa lesVk x;k gS vkSj lksfu;k ij 45 i`”B cckZn fd;s gSaA ‘kk;n dykdqekj th lger gksaxs ¼ vxj oks lger gksuk pkgsa½ fd tokgj yky usg# vkSj bfUnjk ds fcuk rks Hkkjr dk bfrgkl v/kwjk gS ysfdu lksfu;k esa ,slk D;k gS \
usg# ifjokj dh fojklr dk ys[kk tks[kk j[krs le; dykdqekj th fot; y{eh if.Mr] v#.k usg#] esudk] vkSj o#.k dks rks Hkwy x;s ysfdu jsgku vkSj ehjk dks ugha A dykdqekj th ^^ fojklr** dks uk rks ,sfrgkfld nLrkost dk #i ns ik;s gSa vkSj uk gh thouh dkAfo”k; ls HkVdko vusd ckj ns[kus dks feyrs gSa vkSj fopkjksa esa rkjrE; ugha gSA ;fn dykdqekj th dh iqLrd jktuhfrd gydks esa i
vxj dykdqekj th dh iqLrd dkWxzsl dh fu”i{k xkkFkk gS rks lyeku lkgc jke eafnj Hkh dkWxzsl¼ usg#&xkW/kh ifjokj½ cuok,xh \